Follow us!

Disclaimer:

Get in touch with us

Item has been added

Get 20% off!arrow_drop_up

Shabe Jumu'ah Durood Shareef

  • person Yasin Popatia
  • calendar_today
  • comment 0 comments
Shabe Jumu'ah Durood Shareef
ﺑِﺴْــــــــــــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ

الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ

*شب جمعہ کا درود شریف*

اَللّٰـــهُمَّ صَلِّ وَسَلِّمْ وَبَارِكْ عَــلٰى

سَيِّدِنَا وَمَوْلٰنَا مُحَــمَّدٍ نِ النَّبِيِّ الْاُمِّي

الْحَبِيْبِ الْعَالِي الْقَدْرِ الْعَظِيْمِ الْجَاهِ

وَعَلٰی اٰلِهٖ وَصَحْبِهٖ وَبَارِك وَسَلِّم

اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ عَــلٰى مُحَــمَّدٍ وَّاَنْزِلْه

الْمَــقْعَدَ الْمُقَـرَّبَ عِنْــدَكَ يَوْم

الْقِيـَـامــَةِ

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
*Shab e Jummah Darood Shareef*

Allahumma Salli Wa Sallim Wa Baarik Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadinin Nabiyyil Ummiyyil Habeebil Aalil Qadril Azeemil Jaahi Wa'Ala Aalihi Wasahbihi Wabaarik wasallim Allahumma Salli Ala Muhammadinw Wa'anzilhul Maq'adal Muqarraba Indaka Yaum Al Qiyamah"

Buzurgaane deen farmate hai yeh Darood Shareef shab e jummah (jumeraat o jummah ke darmiyani raat) ko kam az kam ek martaba padhey...

The Pious of Servants of Allāh say that this Durood should be recited at least once on the night preceding Friday (Jummah)

Fazilat - Inteqal ke waqt woh shakhs Huzoor Shafi e Mehshar ﷺ ki ziyarat se musharaf hoga. Aur qabr mein daakhil hote waqt bhi aur yaha tak iss Darood Shareef padhne ki fazilat hai ke padhne wala dekhega ke Huzoor e Akram ﷺ ussey apne haathon se qabr mein rakh rahey hai.

Benefit - At the time of death, the reciter will be blessed with the sight of Rasoolullāh ﷺ and also when He is being lowered in the grave. To the extent that if someone recites it in abundance then he will find Huzoor ﷺ lowering him in the grave with His blessed hands.

Nabi e kareem ﷺ farmate hai jo shakhs yeh Durood shareef padhega meri shafa'at uss shakhs par wajib hai.

The Prophet ﷺ has said, whoever recites this Durood in abundance then my intercession becomes compulsory on him.
# Afdal us salawat ala sayyidis sadat page no - 15.
*[Al Targeeb Wat Tarheeb] .

Leave a comment